Briefing Pointers: –
1. jis sma ko offer se related msg aa raha
Scrit:- priye adhikari ji, aapne oct November and December ka offer ko complete kra hai jisme company ne apko or target diya hai jisko aap poora kar skate hai.
2. SMA ko DMT me sender add karte time agar SMA ko sender not available ka error aa raha hai to SMA ko 5 feb tak ka TAT share karna hai.
3. niche likhi script closing se pahle har call par follow karni hai: –
अधिकारी जी, हम जानना चाहते है क्या आप BBPS/DTH Recharge/Bill payment सर्विस का इस्तेमाल करते है.अगर SMA कहता है: – हाँ
Closing अगर SMA कहता है: – नहींअधिकारी जी आप BBPS सर्विस का इस्तेमाल कर सकते है जैसे की DTH Recharge/Bill Payment इत्यादि सर्विस जिससे आपको बेहतर कमीशन मिलेगा जिसके लिए आपको CCF के ऑप्शन को एक्टिवेट करना होगा और इससे आपके बिज़नेस में मुनाफा होगा
4. Daily emi loan ki statement sma khud se app ke ander check kar sakta hai sma ko daily emi loan ki tile par click larna hai uske baad sma waha se apni statement download kar sakta hai.
5. rfm video upload process.
6. Union Bank of India bank bhi Aeps CW and CD me add kar diya gya hai.
7. NSDL CD me jinki transaction pending me show kar rahi hai us SMA ko 30 Jan tak ka wait karne ke liye guide karna hai transaction ka status clear ho jayega.
8. Sub Adhikari ko SMA agar delete karna chahta hai to SMA ko customercare par sub adhikari ke aadhar card ki making aadhar ki photo ke saath email karne ke liye guide karna hai.
9. Agar koi retailer VIP plan ko purchase karna chahta hai ya fir VIP plan ko purchase karne par 50% off ka pop aa raha hai to SMA ki ID main sheet (50 % Off VIP (2199 & 3499) Plan SMA) me check karna hai. Agar SMA ki ID is sheet main hai to SMA ko 2 VIIP plan (2199 & 3499) purchase karne par 50% ka off milega yah offer sirf 31 Jan’25 tak hi valid rahega.

Jis SMA ko yah error aa pop show show raha hai id ko login karte time us sma ko guide karna hai ki aapki id me suspicious activity ke karan apki id suspend ho salti hai
Sma ko RNC ka process follow karna hai agent sma ko 5 questions share karne hai or sma ko unke answer share karne honge

